Duck hunt
rifbans team
rifbans team
Never say...
" Oh Allah i have problems..."
Always say...
" Oh problems i have ALLAH"

"MUSIC" ALLAH Pak ki narazgi ka sabab hai.
Agar aap k number par call karte waqt gaanay ki awaz aati ho to usay khatam karen,
Jisse aap gunahgar hone se bach jaen,
Song Khatam Karne Ka Tareeqa Customer Care Ko Call Kare...!

Hazrat AbuZar Raziyallahu Anhu Riwayat karty hain K:-
Rasoollullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne mujh se irshad farmaya-
Quran Kareem ki Tilawat or Allah ke zikar ka Ahtemam kiya karo,
Is Amal se Aasmano main Tumhara zikar hoga,
or Ye Amal Zameen mai Tumhare liye Hidayat ka Noor hoga.
(Mubashshir Qureshi)

Kya Aap jante hai? Pulsirat ka safar 15000 saal ki Raah hai. 5000 saal upar chadhne ke, 5000 saal niche utarne ke, 5000 saal barabar ke.-:HADIS E NABWI
BADE BHAI KA HAQ CHHOTE BHAI PAR AISA HI HAI JAISE BAAP KA HAQ BETE PAR. (SHOABUL EMAAN : 7694)
"Soor-e-Fatiha" Allah k Aazab se Bachati hai..
"Soor-e-Yaasin" Qayamat k Din Pyaas Se bachati hai...
"Soor-e-Waqia" Fikar or Faqa se..

Jhoot, Insaan ko Ruswa kerdeta hai aur Chugli Azaab-e-Qabar ka Sabab Banti hai
(Al-Targeeb wal-Tarheeb,j 3, pg368)

Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laite to tum Zaroor Ummeedo’n Or Umango’n Se Nafrat karte Or hargiz in Me Maghroor Na hote.(Hazrat Ali)
Mein baron ki izzat is liye karta hun ke unki nekiyaan mujhse zyada hain or choton se pyar is liye karta hun ke un ke gunah mujh se kam hain” (Hazrat Ali)
“Saza Dene Main Dair Karo Yahan Tak Ke Tumhara Ghussa Thanda Ho Jaye…” (Hazrat Ali Karam Allaho Tala Wajhul Karim)
Rozana kuch waqt Apni Maa ke Saath Baithkar Gujara karo kyunki Qayamat ke Din Yahi Waqt Maghfirat ka Zariya Ban jayega (Hzrt IMAM HUSAIN)
AGAR KOI SHAKHS TUMHAIN BURA KAHAY AUR TUMHAIN GUSSA AE JAYE,
TO TUM YE SAMAJH LO K TUM SACH MAIN BURAY HO. ( HAZRAT ALI R.A)

5 waqt ki namaz parhnay se na sirf dil ko sakoon milta he balkay ,
aap ka roozgar, aap ki sahat, aap ke aulad, maal, jaan ,
yahan tak ke har har kaam main barkat parrti he..!

Beshak jin logo ne Imaan walo mardo aur aurto ko takleef di phir tauba na ki unke liye Jahannum ka azaab he uske alawa jalne ka bhi azaab hoga.
ZAMEEN par TAARE Nahi,
AASMAN me QABRISTAN Nahi,
INSAAN ko SABAR Nahi,
QURAN me JHOOT Nahi,
Jiska SAR SAJDE me Nahi
Uska Ghar JANNAT me Nahi,

Hazrat Mohammad (S.A.W.) ne farmaya:- “Ankhon ko unka haq do.” Logon ne pocha, Huzoor ankhon ka haq kya ha ? Aap (S.A.W.) nay farmaya:- . Quran ki ziyarat!.