Pair of Vintage Old School Fru
rifbans team
rifbans team
Ajab Faiz Hai AAQA TERI Mohabbat Ka...! Darood Tujh Pe Parhoon aur khud sanwar jaun ...! ' SUBHANALLAH '
Humain Zindagi Mai Aur Kisi CheeZ Ki Tammanna Nhi hai,, "YA RAB" Bus ISHQ-E-RASOOL Se SADA DAMan Bhara RahE HaMaRa.. (Salallahu Alayhi Wasallam) Aameem.
Aisa nahi k nafs ka shetaan' mar gaya,
Shetaant o hai zinda hai insan' margaya,
Sajdon me sar jhukane ki fursat nahi rahi,
insano ki rooh me basa wijdaan' mar gaya,
Masjid to pakki ban gai aur shaan'daar bhi,
Kacchi hain RABB se chaahatein.. imaan' mar gaya,
Baatil ko jhoota kehne ki taqat nahi rahi,
Ho Haq sar_buland ye armaan' margaya,
Ae Insaan herat hai teri qismat pe..
kis tarah Peda huwa tha khush_numa viraan mar gaya..!!

5 Raatain aisi hain jis me DUA Radd nahi ki jati. 1) Rajab ki pehli Raat 2) 15 Shouban 3) Jumma raat or Jumma ki darmiyani Raat 4) Eid-ul-Fitr ki Raat 5) Eid-ul-Azha ki Raat. ( Jaami-us-Sagheer Hadees=3952)
"Jab Olad apne Maa Baap ki taraf Rehmat ki nazar kare to Allah usky liye har nazar k badle Hajj e Mabroor (Maqbool Hajj) ka sawab likhta hai " (SHOB UL EMANV6 P186 H7856)
1 DIN Hazrat Jibrail (A.S) Huzoor (S.A.W)
k paas aye or kaha ALLAH ne mujhe itni taqat di hai k
main sari dunia k darakhton k pattay gin sakta hun
or pani k saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hun
lekin us aadmi per rehmat ki tadaad nahin gin sakta
jo AAP (S.A.W) par 1 bar darood parhta hai”

Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us naiki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye”.
(Hazra Ali R.A)

Zindagi bewafa kion hoti hai?
Wafa kernay ki saza kion hoti hai?
Choti si baat pe baha dete hain KHOON
Insan mein itni ANA kion hoti hai?
Karta hun mein jis se baar baar TAUBA,
Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai,
Banatay to hain hum apne haton se MASJID,
NAMAZ apni hi phir QAZA kion hoti hai..???

1 din
Rasool (S.A.W) ny Shaitan ko kmzori ki halat mai dekha or wja pochi,
Usny kaha Ae RASOOL E KHUDA Ap (s.a.w) ki umat sy sakht ranj uthata hon,
Ap (S.A.W) ki umat ki 6 khaslaten mujse brdasht nhi,
1-jb milen tu Salam krte hain
2-musafah krte hain
3-jb koi kam krna chahty hain tu INSHALLAH kehte hain
4-Astaghfar krte hain
5- Ap (S.A.W) ka nam sunty hi Salawat behjte hain
6- hr kam ki ibtida BISMILLAH se krte hain

Agar tum muhammad (s,a,w) ki ummat sey ho
Tu
Apney kirdaar ko itna buland karo
K
Doosrey log dekh kar kahain
Agar ummat aisi hai tu socho nabi kaisa hoga.?